Erectile Dysfunction

Erectile Dysfunction Causes And Treatment In Hindi

Contents in this article

Erectile Dysfunction Kya Hota Hai?

Erectile Dysfunction Causes And Treatment In Hindi. Erectile dysfunction sex ke douran hone wali samasya hai. jab penis me erection na aye ya erection banaye rakhne me problem hoto use erectile dysfunction kaha jata hai. erectile dysfunction ko ED bhi kaha jata hai. kyu ki yeh ek common problem hoti hai. jo her kisi ko ho sakti hai. is ka ilaaj kiya ja sakta hai. is ki kuch dawaye bhi hoti hai aur kuch natural tarike se bhi is ko thik kiya ja sakta hai. agar sex karne ke samay aap apne penis ko tight nahi rakh pa rahe hai to aap ko samajh lena chahiye ke aap erectile dysfunction bimari se pidhit hai. Agar aap bar bar penis me khada na hone ki samasya ho rahi hai. To aap ko apne family doctor se salah leni chahiye.kyu ki bahut hi zaruri hota hai. kyu ki agar aap ko yeh problem hai to aap sex bhi nahi kar sakte hai.Agar aap ka sex karne ke mann ho aur aap sex nahi kar par rahe hai. aise tabhi hota hai jab aap ED se pidhit hai.

Erectile Dysfunction Causes And Treatment In Hindi
Erectile Dysfunction Causes And Treatment In Hindi

Erectile Dysfunction Ke Lakshan – Symptoms Of Erectile Dysfunction

  • Jab ling me tanav banana ya uttejana lane me preshani ho rahi ho to yeh erectile dysfunction ki problem ho sakti hai.
  • Agar aap koi relation banana chahte hai ya sex karne ka mood ho aur penis me erection na aye to aise vyakti ko ED ki samasya ho sakti hai.
  • Jaise karte samay virya jaldi nikal jana aur zyada samay tak sex karna bhi napunsakta ke lakshan ho sakte hai.
  • Agar aap ka erection sahi hone ke bad bhi sex me anand na mil pa raha ho to yeh ek lakshan ho sakta hai. In me se jo bhi aap ko lakshan mahesus hoto apne doctor se salah le.

Erectile Dysfunction Ke karan – Cause Of ED

Niche diye gaye sabhi prakar ki bimariya aur nashe wali chize hai is sab se aap ko napunsakta ED Jaisi gambhir samasyaye ho sakti hai.

  • Diabetes
  • Heart Disease
  • High Blood Pressure
  • Stress
  • Hyperlipidemia
  • Smoking
  • Drinking
  • Fats Motapan
  • Aging Umar ka badhana

Niche is ke bare me information di gayi ise aap dhayan se padhe. is me short me aap ko jankari di gayi hai.

  • Diabetes

Pahele ke mukable me abhi diabetes bahut hi tezi se fail rahi hai. Jis ke karan body me bahut si samasyaye ho sakti hai us me erection problem bhi hai. Yeh badhati hui bimari slowly slowly penis ki naso par bura asar dalti hai. Healthy  blood ki nase aur healthy blood vessel se sex me anand aata hai. Lekin diabetes ke karan penis ki naso par bura prabhav padta hai. Jis ke karan aap ko ED ka problem hota hai.

  • Heart Disease

Hamare badalte hue life style ke karan heart peoblem me izafa ho raha hai. Agar aap ko heart problem hai to is se aap ko ED ki samasya ho sakti hai.

  • High Blood Pressure

Yeh khoon ka bahao badhati hai ise uchhraktchap bhi kahte hai. Is se bhi aap ED ki samasya ho sakti hai.

  • Stress

Stress depression tanav har kisi ki life me hota hai. Kisi ko rishto me kharabi ki wajah se gharelu problem ki wajah se time na hone ke karan aise bahut se karan hote hai. Jis me erection problem bhi shamil hota hai. Tanav se bahut si problem ho sakti hai. Jaise ke Depression jaisi khatarnak bimari aur sexual problems.

  • Hyperlipidemia

Yeh ek tarah ki bimari hoti hai. Jab body me zyada fat badh jaye to yeh bimary ho sakti hai. Kyu ki zyada cholesterol ke karan blockage banta hai. Is se body me khoon ki supply ruk jati hai. Aur penis me khoon ki supply nahi ho pati jis se penis me dheelapan ED ki samasya nirman ho sakti hai.

  • Smoking

Jaise ke aap jante hai ke smoking apni life ko kitna khatre me dalti hai. Sigrett smoking karna aaj ka fashion ban chuka hai. Jis hamari body ko la ilaaj bimriya ho rahi hai. Jaise ke cancer wagaira, is se aap ki sexual problem par bhi asar padta hai. Jaise ke sex time par erection na aana sex karne ke bad jaldi thak jana is tarike se aap ko problem ho sakti hai.

  • Drinking

Smoking ke jaisa hi drinking se bhi side effects hote hai. Zyada drinking karne se bhi aap ko ED jaisi aur bhi sexual problem ho sakti hai. Is me kai prakar ke chemicals ka istemal kiya jata hai jis se hamari body par is ka bura asar padta hai. Aur kaii janlewa bimaria bhi ho sakti hai.

How To Treat ED Problem

  • Meditation
  • Healthy Foods
  • Medicines

Meditation

Meditation ek abhyas hai jis ki shurwat hazaro saal pahele hui thi. aaj ki duniya me yeh bahut tezi se lokpriye ho raha hai. bahut saare logo ne is ka fayda uthaya hai jaise ke khush rahena ka zindagi ko kaisa jiya jaye aise bahut se benefits is me mile hai. bahut se logo ne is se sexual life ko bahetar banaya hai. jaise ke unki sex samasya door ho gyi. unhe meditation karne se erectile dysfunction bimariyo se chhutkara mila hai. jinhe sexual problem hoti thi ab wo apne aap me ek shakti jaisa mahesus karte hai. Meditation se tanav, chinta, psychological problem aur erectile dysfuntion ki problem solve hui hai aise bahut se logo ne apne exprience se bataya hai.

Healthy Foods

Agar aap dawao, dangerous device aur riski surgery jaisi chizo se bachna chahte hai to aap natural tarike ka istemal kar sakte hai. jis se aap ko internally sexual health me help milti hai. Research se pata chalta hai ke aap jo khate hai us par depend hota hai wo ED ki problem ko solve karta hai. jaise ke niche aap ko diya gaya hai. Fruits, Vegetable, Whole Grain aur Fish wagaira ka sevan karna chahiye yehi ED ke liye best hota hai. zyada high calorie wale food ka sevan na kare.Healthy food khane se aap ko body bhi active raheti hai aur sexual problem hone ke chances kam ho jate hai.

Medicines

Aap erection problem ke liye medicines ka bhi istemal kar sakte hai. jis se aap ki jo ke aap ki penis ki kamzori ko door kar sakte hai. but aap jab medicine le to aap best medicine ka istemal kare jo aap ko natural tarike se aur bina kisi side effects ke aap ko achhe prinam de. sexual problem me sab se badi problem ED hi hoti hai. Agar aap kisi medicine ka course karte hai 2 se 3 month ka us se bhi yeh problem solve ho sakti hai. kyu ki medicine me natural ingredients hone chahiye to yeh ise thik kar sakti hai. Agar aap herbal ayurvedic medicine ka course karna chahte hai to aap ko is website zariye bhi medicine mil jayegi.

Rating: 4.5/5. From 2 votes.
Please wait...

2 thoughts on “Erectile Dysfunction Causes And Treatment In Hindi

  • Rupak Sharma

    Sir verzo zada korne ke liye kya medicine use konna hai

    No votes yet.
    Please wait...
    Reply
    • Mayank Kumar

      Mr. Rupak Sharma, Is ki zyada jankari ke liye aap is number par call kare. +91-9975004541

      No votes yet.
      Please wait...
      Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Open

Close
Open chat
Hello sir,
I want to know more.