How To Stop Hair Loss In Hindi
Contents in this article
How To Stop Hair Loss In Hindi
Hair Losss / Balon ka Jharna ye samsya se har koi pareshan hai. ab log ye sochte hain ki ye naturally hota hai. lekin ye sach nhi hai. hum apne hi hathon se apne balon ko kharab kar lete hain. agar aap apne balon ka sahi se dhyan dete hain to yakin jane aap ko kabhi ye nobat nhi aayegi ke aap ke baal toot rahe ho ya kam ho rahe ho.lekin bas fastion ki chakkar men apne balon ko kharab karte hain. How To Stop Hair Loss In Hindi.
hair fall aur balon ke jharno ki samya jo hai aaj itni jyada hogai hai. jo badalte mahol aur kaam kaj ke karan. job ka stress ke karan is samsya se pareshan hai. agar iska sahi samay treatment kiya jaye to is samsya se chutkara paya jasakta hai. ab main aap ko kuch karan batata hu. jo jhadte balon ke mukhye karan hai .aur ye mukheye karan ke pata chalne se aap sahi samay par apna treatment karwa lete hain to ye aap ke liye bahut uchit hoga.How To Stop Hair Loss In Hindi.
Types OF Hair Loss In Hindi
Bladness yani ganjepan ke kai prakar hai. ab aisa to nhi hai ki har kisi ka baal bas direct jharna shuru hojaye.shuru men baal kamzor hote hain. nahte wakt aur kanghi karti waqt baal girte ho. is tarah baal girna shuru hote hain jis ki bahut si types hai. aaj hum us par baat karne wale hain.
TYPE A
Jisa ki aap Image men dekhrahe hai.is me baal A prakar men jhadte hai.frist stage men aage ke baal girna shuru hote hain, second stage men aap dekh sakte hain baal aage ka 30% baal saaf hojata hai. 3rd stage men 50% hair gir jate hain. aur last stage men uper ke pure baal gir jate hain. shuru men baal aage se jhardna shuru hoote hain. aur dhire dhire ye aage ke pure baal gir jate hain. last me sirf side men aur piche ke hi baal bachte hain. ye type bahut common hai. jyada tar prusho ke baal aise hi jharte hai. agar samay rahte aap iska treatment karwa lete hain to aap apne baalo ko girne se rok sakte hain.
TYPE M
Is prakar se balon ka jhadna bahut hi aam hai. aksar badhti umar ke sath is tarah se baal jhadte hain. 1st stage men aage se dono side se baal kam hona shuru hote hain. 2nd stage me aage se baal M shape me lag bhag 20% jhad jate hain. agar aap firr bhi is par dhyan nhi dete hain to aap ke baal aur bhi jhadte hi rahte hai. aur last stage men aap ke uper ke saare baal khatn hojate hain.
TYPE O
TYPE O+M
Baal Jharne Ke Karan / बाल झरने के कारण और उपचार
aisa anuman lagaya jatya hai ki ek aam aadmi jo hairfall / bladness ki samsya se pareshan hota hai wo din bhar men 80 se 100 baal girte the. ab ye samsysa matlab balon ke jharne ki samsya abhut saare karan hai. aur aisa nhi hai ki iska koi upay nhi hai. iska upay bhi hai. agar aap thoa sa dhyan de to aap is samsya ka samay rahte treatment kar sakte hain. How To Stop Hair Loss In Hindi.
Genetic – विरासती
baal jharne ka sab se mahetvpurn karan jo hota hai wo Genetic matlab virasati hota hai. matlab aap ke pita ke ya dadaji ke baalo se anuman laa sakte hain ke unke baal umar ke sath kaise the. aur aaap ke baal badhti umar ke sath aap ke baal kaise rahe ge. lekin kai martaba bahut se logo ke baal genetic se hat kar hote hai. matlab ye ki aao ke pita ji ke baal sahi hote hain magar aap ke baal pahle hi jharna shuru hojate hain. to agar aap sahi samay par iska sahi treatment karwa lete hain to aap ise 5 se 7 saalon tak pospond kar sakte hain. How To Stop Hair Loss In Hindi.
Atmosphere – वातावरण
baal jharne ka dusra karan Environment hota hai. ye kahna bhi galat nhi hoga ki aaj mahol men pradhushan itni badh gai hai jis ki wajah se body ke sath sath baalon par bhi iska bura asar padhta hai. jis se hairfall ki samsaya badh jati hai. jaise hum gadiyon ke dhuven ki baat karte hain to badhti trafic ke sath is men bhi izafa hota jarah hai. ab is haal men hum apne balon ka sahi se dhyan nhi dete hain to aap ke balon men samsya aajati hai.
Stress – तनाव
balon ke jharne ka sab se mukhye karan yahi hai. 60% log jo job karte hain wo log hairfall ki samsya se pareshan hote hi hai. aur iska sab se mukhye karan stress hi hota hai. unki job ke tension ki wajah se unhe ye samsya aati hi hai. bahut jyada stress ke karan balon me jo blood suply kam ho jati hai. jis se hairfall ki samsya aajati hai. stress ke karan balon men pakad kam hojati hai. balon ka size chota rah jata hai. aur jaldi badh nhi pata hai. aur ye apne aap me men har bimari ka mukhye karan hai.
Lack Of Foods – खान पण की कमी
aysa mana jata hai ki galat khan pan ke karan bhi balon ke jharne ki samsya aa hi jati hai. aaj ki life ahut jyada fast ho gai hai. hum apne aap par time de hi nhi pate hain. humen khud ke liye time nhi hota hai. jyada tar log fast food hi khate hai. ek alag tarike se kahu to fast food ek tarah Slow Poision hai. jis se bahut tarah ki sasmsya hoti hi hai. is liye khan pan par aap dhayn den.
Other Causes Of Hairloss – बाल झड़ने के अन्य कारण
baal ginr ke bahut saare karan hai. jis men se kuch khas karan main ne uper aap ko bataya. aur kuch aise jise hum nazar andaz kar dete hain.jaise
- bahut jyada shampu ka upyog se. mtlb aap shampu ka upyog roz bhi karte hain to bhi is se baal girte hain is liye ke is men camical milaye jate hain.
- aksar log gile baalon ko badh lete hain ya firr kanghi kar lete hain. jo ki galat hai. q ki jab hum naha kar nikalte hain jo baal bahut naram hote hain us waq agar aap apne baal ko bandh lete hain ya firr kanghi karte hain to baal khinchane ki wajah se tootte hai.
- hair draier tool ke karan bhi baal jharte hain. jab hum hair drier ka upyog karte hain to wo baalon ki nami ko sukha deta hai jis se ye samsya aati hai. How To Stop Hair Loss In Hindi
- hair style ke karan bhi baal kharab hote hain. aksar log apne balon ko acha dikhane ke liye kuch ka kuch use kar lete hain jis ke karan bladness ki samsya aati hai.
Treatment Of Hair Loss In Hindi
baalon ke jharne ki samsya ka aisa to nhi hai ki sirf ek hi treatment ho. is men jaise ki main ne aap ko uper bataya ki iski alag alag stage hoti hai. How To Stop Hair Loss In Hindi aur har stage men baal pahle se jyada girte hai. is men log sab se jyada dhoka kha jate hai ki 10 din men baal wapas ya firr 1 mahine men baal wapas. lekin ab ye baat koi samajh nhi pata ki ki har kisi ki samsya kam aur jyada hoti hai. aur log 10 din men baal wapas ugne ki add dete hain. to sahi treatment bahut zaruri hai. ab aap ye soch rahe hoge ki iska sahi treatment konsa hai. aur mere baal kab ta wapas aayenge?
Best Hair Oil
ab is oil ke bare men mai aap ko ye nhi kahunga ki 10 se 15 din men baal firr se aana shuru hojaye ge. ye baat aap bhi jante hain. ki har kisi ko alag alag stage pr ye samsya hoti hai. ab ye to nhi ki har kisi ko 10 se 15 din me risult mil jaye. ab iska asar jo hota hai aap ki problem ke anusar hota hai. kisi ke baal 80% gir chuke hote hai aur kisi ke 20% . to ab aisa nhi hai ki jo risult 20 % wale ko 1 mahine men mila hai wo risult 80% wale prush ko bhi mile. ab jis ki problem jitni jyada hogi risult utna slow hoga lekin ek baar aap ke baal wapas aagay to firr wo life long chalenge.