Teeth whitening tips Hindi Me
Contents in this article
Teeth whitening tips in Urdu In Hindi
दांतो की सफाई कैसे करे और इसका पिला पण दूर करना
Teeth care in Hindi:- beauty dikhne me danto ka bhi bada role hai. agar teeth white / Safed na ho and peele ho yellowness par ho to is se koi bhi girl, woman, boy and man khubsoorat nazar nahi aayega zahir si baat hai. Beautiful nazar aane ke lye zaroori hai ke teeth ki bhi care kare apne teeth ko white / Safed kare danton ka peelapan dor kare teeth yani dant ki kisi bhi bimari ka ilaaj zaroor karaye I mean agar koi bhi teeth problem ho to use jald hi door kare. Hume is post me danto ke pilepan ko door karne ke bare me some important tips de rahe hai hindi or urdu me.
Teeth whitening tips Hindi: –
Danto me safedi lane ki Tips
First:- Sarso ke oil me ek tea spoon namak milakar teeth yani danto par lagaye is ke use se teeth ka pila pan door ho jata hai or dant safaid hona shuru ho jate hai.
Second: – khane ka mita soda ek chamcha le, namak and suhaga lekar ek bottle me bhar kar rakhle and daily use kare is se danto ko saaf kare daanto ki pillahat I mean yellowness dor hogi.
Third: – Limon ke chilke ko sukha kar pis le is me namak ko mila le is se daily dant ko manje I mean teeth ko saf kare is se bhi danto ka peelapan door hoga.
Fourth: – important tip ye hai ke daily din me tow time tooth brush zaroor kare is se teeth I mean danto ki problem door hoti hai. daily jab bhi khana khaye us ke bad tooth brush zaror kare. Ye ek normal tip hai lakin badi important tip hai is ka use kare is se teeth ki zyada achchi care ho sakti hai kiyon ki agar danto me khane ke kuch item rahe jay to uski wajah se keed yani bacterial infection hona shuru ho jata hai, isliye har waqt daant ko saaf rakhe ek achi sehat ke liye or khubsoorrat dikhne ke liye.